Vocabulary
Learn Adverbs – Urdu

پہلے ہی
وہ پہلے ہی سو رہا ہے۔
pehle hī
vo pehle hī so rahā hai.
already
He is already asleep.

نیچے
وہ اوپر سے نیچے گرتا ہے۔
neeche
woh oopar se neeche girata hai.
down
He falls down from above.

دوبارہ
وہ سب کچھ دوبارہ لکھتا ہے۔
dobarah
vo sab kuch dobarah likhtā hai.
again
He writes everything again.

بھی
اُس کی دوست بھی نشہ کی حالت میں ہے۔
bhī
us ki dost bhī nashā kī halat meṅ hai.
also
Her girlfriend is also drunk.

کبھی نہیں
انسان کو کبھی نہیں ہار مننی چاہیے۔
kabhi nahīn
insān ko kabhi nahīn haar mannī chāhiye.
never
One should never give up.

اکثر
طوفان اکثر نہیں دیکھے جاتے۔
aksar
toofan aksar nahi dekhe jaate.
often
Tornadoes are not often seen.

تقریباً
ٹینک تقریباً خالی ہے۔
taqreeban
tank taqreeban khaali hai.
almost
The tank is almost empty.

ہر جگہ
پلاسٹک ہر جگہ ہے۔
har jagaẖ
plastic har jagaẖ hai.
everywhere
Plastic is everywhere.

باہر
وہ جیل سے باہر آنا چاہتا ہے۔
bāhar
woh jail se bāhar ānā chāhtā hai.
out
He would like to get out of prison.

پہلے
وہ اب سے پہلے موٹی تھی۔
pehlay
woh ab se pehlay moti thi.
before
She was fatter before than now.

کیوں
بچے جاننا چاہتے ہیں کہ ہر چیز ایسی کیوں ہے۔
kyun
bachē janna chahtē hain kẖ har chīz aisi kyun hai.
why
Children want to know why everything is as it is.
